Aaj tumhe rokne ke liye nahi likh raha...

Aaj tumhe rokne ke liye nahi likh raha...


Aaj tumhe rokne ke liye nahi likh raha... 

Bas jo dil mein tha, woh keh kar khamosh ho jaana hai.
Tumhare saath bitaya har pal shayad tum bhool jao, par main itni jaldi nahi bhool paunga. 
Mujhe tumse koi badla nahi chahiye, na koi jawab... 
Bas kabhi akela baitho, aur meri yaad aaye, to khud se ek baar keh dena 
"Woh pagal tha, par uska pyaar jhootha nahi tha." 
Ab main chalta hoon...  
tumhari zindagi mein meri jagah nahi, par meri yaadon mein tumhari jagah hamesha rahegi. 

Post a Comment

0 Comments